Hadith: Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai - Quran Hadith

Latest Posts

Post Top Ad

Post Top Ad

Advertise here

Saturday, February 15, 2020

Hadith: Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai

Kaab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai ki hawa kabhi use jhuka deti hai aur kabhi bararabar  kar deti hai, aur Munafiq ki misaal sanober ke darakht ke jaisee hai ki wo seedha hi khada rahta hai aur aakhir ek jhonke mein kabhi bhi ukahd  jata hai .
Sahih Bukhari, Vol 6, 5643
----------------------------------------
Narrated Kaab Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "The example of a believer is that of a fresh tender plant, which the wind bends lt sometimes and some other time it makes it straight. And the example of a hypocrite is that of a pine tree which keeps straight till once it is uprooted suddenly. 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 546: 

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Advertise here

Labels

Connect with us

More than 600,000+ are following our site through Social Media Join us now  

العربية(Arabic)

نموذج الاتصال

Name

Email *

Message *

About the site

author Quran Hadith" His published works include books and papers on Qur'anic Studies, Islamic intellectual history, Islamic scientific tradition, and Islam and the West. and more…

Learn more ←