Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith: jo shaksh bando par Raham na karega Allah taala us par raham nahi karega
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Al Aqra bin habis Radi-Allahu-Anhu ne dekha ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam hazrat Hasan Radi-Allahu-Anhu ko pyar kar rahey they to wo bola mere 10 bachchey hain aur mainey unmein se kisi ko pyar nahi kiya to Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo Raham nahi karega (apney bachcho ya logn par) to Allah bhi us par raham nahi karega
Sahi Muslim, Vol 6, 6029
Sahi Muslim, Vol 6, 6029
Hazrat Jarer bin Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh bando par Raham na karega Allah taala us par raham nahi karega
Sahih Muslim , Vol 6, #6030
-----------------------------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------------------------
Sahi Muslim, Book 030, Number 5736
Jarer bin Abdullah may ALLAH be pleased with him said that the Messenger of Allah may peace be upon him said: He who does not show mercy to the people, Allah, the Exalted and Glorious, does not show mercy to him.
Sahi Muslim, Book 030, Number 5737:
No comments:
Post a Comment