Hadith: Allah Subhanahu ne us shaksh ke is kaam ki Qadar ki aur usey Jannat mein Dakhil kar diya - Quran Hadith

Latest Posts

Post Top Ad

Post Top Ad

Advertise here

Wednesday, February 26, 2020

Hadith: Allah Subhanahu ne us shaksh ke is kaam ki Qadar ki aur usey Jannat mein Dakhil kar diya


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith: Allah Subhanahu ne us shaksh ke is kaam ki Qadar ki aur usey Jannat mein Dakhil kar diya

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi  Wasallam ne farmaya ki ek shaksh ne ek kuttey ko dekha jo piyas ki wajah se  Geeli Mitti kha raha tha to us shaksh ne Apna Moja (ya juta) liya aur usney paani bhar kar pilaney laga yaha tak ki usko khub sairab kar diya Allah Subhanahu ne
us shaksh ke is kaam ki Qadar ki aur usey Jannat mein Dakhil kar diya
 Sahih Bukhari, Vol 1, 173
Sahih Bukhari, Vol 3, 2363

------------------------------------------------------------------------------

Hadith: Allah approved of his deed and made him to enter Paradise.

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu  : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "A man saw a dog eating mud from (the severity of) thirst. So, that man took a shoe (and filled it) with water and kept on pouring the water for the dog till it quenched its thirst. So Allah approved of his deed and made him to enter Paradise."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 174:

Sahih Bukhari, Volume 3, Book 40, Number 551

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Advertise here

Labels

Connect with us

More than 600,000+ are following our site through Social Media Join us now  

العربية(Arabic)

نموذج الاتصال

Name

Email *

Message *

About the site

author Quran Hadith" His published works include books and papers on Qur'anic Studies, Islamic intellectual history, Islamic scientific tradition, and Islam and the West. and more…

Learn more ←